Today i am going to Post how to Change Background of a Photo in picsart android app...First of all you have to alreday install a Picsart App in your android phone.Now i describing in Hindi for your Better understanding.
Step-1:Go to picart and click on EDIT
Step-2: Gallery pe click kar k wo background select karo jise tum apne photo me use karna chahte ho background image ko crop kar k apne photo k ansuar bna lo..mera matlab hai photo or background ki height and width milti julti honi chahiye
Step-3: iske baad Add Image pe click krke Gallery se apni wo photo select karo jiski background change karni hai
Step-4:
Step-5: upar image me jaisa diya gya hai thik waise hi Brush wali image pe click kro
Step-6: Ab tumhe niche jaisa diya gya hai photo me thik waise hi milega..
Red gole wale ko click karo iske baad
Step-7: Niche diye gaye photo jaise Eraser sphare ko 90 pe set kar k apni ungliyo se tumhari body parts ko chhod kar unless parts ko hatawo
Step-8: Fingers(Ungali) k use se unless parts ko hattwo
Step-9: tum photo ko apni 2 ungaliyo se zoom kar k v aasani se unless part ko hata sakte ho...
Note-- Agar galti se tumhari ungaliyo se body ka koi part erase(cut) ho gya to niche diye gye photo k anusar tum uspe click kar k phir ungaliyo ko use kar k cut parts ko dubara la sakte ho
Step-10: savi unless parts ko hta kar tum dekhoge ki tumne apni photo ki background change kar li hai...
Apne photo ki background ko Real banane k liye tum ishe ( √ ) click karne k baad use apni 2 ungaliyo se idhr udhar ya bda chhota kar k aise fit karo ki wo real lage
Finnaly tumne Background Chnage karna sikh liya hai
Agar koi problems aati hai to mujhe comments kro...
Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comments jarror kare
Or mujhe facbook pe share karna na bhule...
Mujhe apni request bheje mere Whtsapp group k liye ...
Visit again
Happy Editing.....

bhai ankit background change karte samay hamara pic v kat jata h usse wapas kaise laye iske bare me kuch bataoo aur cracks k aur pic upload karo
ReplyDeleteStep-9 k baad dekho mr.kunal...woha se tumhe samjh me aa jayega.....agr nhi aata h to phir batawo...
ReplyDeletemai jald hi crack effect part-2 update karunga
ReplyDeleteKunal aapka crack effect part 2 update ho chuka h
DeleteReally there is lots of editing feature thanks to share this
ReplyDelete